1st Winner of
DG
Seg W.A.T
ßy BäBÜ JäTöi
Dosti aik buhat he khubsorat rishta hai
Jis ka dost nhi hai wo shakhs yateem aur buhat he ghareeb hai
Aur dosti ko mazbot karny k lye pehly to apny dost pe aankh band kar k bharosa karna chahye aur dost se koi bat nhi chhupani chahye aur hamesha apny dost ka sath nibhana chahye khas kar k bury waqt main aur kbhe bhe apny dost ko mat rulana chahye dost buhat anmol hota hai
Us ke hifazat karna sekho
Dost k bina zindagi adhori hai
Ali Jigar Dosti Ko Mazbot Krne K Liy Hume Ek Dusre Ki Btaon Ka Bura Ni Mana Chae Q K Agr Hum Dost Ki Bton Ka Bura Manen Ge To Humare Dosti Ziyda Ni Chal Sake Ge Dosti Hamesha Piyar Hasi Mazak S Chalti H Dost Ki Bat Dil M Ni Rakhne Chae Jo Bat H Khul K Kaho Dost S Ziyda Narz Mat Hwa Kren Dosti Wo Wahid Rishta H Jo Bina Dakhe Hota H Phir Us Dost Par Bharosa Hota H Yaqen Hota H Agr Dost Sucha Ho To
C.Next . . . .
1st winner
W.a.t
Next Part . . .
Us Par Bharosa Bhi Khud S Ziyda Krna Chae Q K Agr Bharosa Hoga To Humare Dosti Bhi Mazbot Hoge.
< Apne Dost ko kabhi bhi dolat ki nigah se mat dekho q k aksar wafa karne wale dost gareeb hote hen.
< Acha dost chahe kitna bhi kharab ho jae mgr us se dosti na toro q k paani jitna bhi ganda ho aag bhujane k kam aata hai.
< Jis ko ap k dukho aur khushiyo ka ahsas ho wohi ap ka sacha dost hai.
< Dosti aisa rishta hai jo dushman k sath ahsan karo to wo bhi DOST ban jata hai.
< Dosti Zindgi bhi hai aur Dosti maot bhi.
< Dost wo hai jo har dukh sukh mein ap ka sath den.
< Behtreen Dost wo hai jo ap ki khushi k gham aur khamoshi k peeche wajah jan jae.
The End.
[W.A.T]
(Dosti'ke'
Mazbooti)
Dosti aik azeem rishta hai jes ko mazboot banani k ahem bt ye hai k ap k dost se schai ho aitbar ho
agar dosti me 2 friends ka apas me sachai or complete aitbar nhe hoga to wo dosti ka rishta hamesha kamzor rahyga
dost aik 2usry ka bohat bara sahara hen
agar aik dost kahen mushkil me hai to dosra dost sab sy pehly us dosti ka faraz nibahte howi un ke mushkil raste me un ka hamsfr bn jata hai insan ke zindage dosti k bager na mukmil hai zindage k safar me ak acha dost lazme hai or aisa dost mil jai to wo zindge khbsrt bn jate hai 2nu ke zindge ache tarah guzrti hai
wait next
W.A.T)
[2~Page]
Dosti ke mazbooti k lea hamen dost se sachai se chalna hoga
aj kal matlb parst dosti bhe chal rahy hai jb tak aik dost ka matlb dost me hon to wo matlbe dost ache tarah dorsti nibah ta hai or phr jak us ka matlb nikal jai to wo dost jaisy pehanchanta e na ho leken usy dosti nhe kehna chahea wo aik treqa hai kese kam ko hal krne ka.dosti ka rishta itna bra rishta hai k jb koi 2 sache dost sacgai or aitbar o aitmad se chalen to phr unhen dosti ka matlb samjh ai ga
k dosti k risgte me kitne gehrai or sachai hy or phr wo rishta kbhe nhe toot sakta
wait next
[W A T]
(3rd~Page)
Dost name me itna pyar samya howa hai jo me dosti k rishte pe qurban ho jaon
ye Rishta aik pak or pakeza rishta hai sache dosti krne walun ke dilen saf o shafaf hoti hen
Hazrat Ali R A
Farmatin hen
Dunya Yateem Usy Kehte He Jis K Man Bap Nhe Hote
Leken Me Yateem Usy Kahta Hun Jis K Ache Dost Nhe Hote
har insan ke zindage me dosti eham kirdar ada krte he
Allah pak se dua hai k apne dosti sachai or mazboote or aitbar k sath hamesha hamesha shad o abad rakhe
.Aameen.
\
Dhani Bux Halepoto
Dict Ukt
م
Monday, 20 April 2015
Weekly Adabi Topic 19-04-2015
Posted by Unknown |  Tagged as: Weekly Adabi Topic
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
About DG
About DG,
/
30/11/2008 ko dosti group ka buniyad, israr pakistani, aijaz mastoi, javed jugnu or sanam farooq chandio ne rakhi, pehly sadar israr pakistani the, aik saal se b ziyada arsa koi bhi sagment nahi chala tha, 10/7/2010 ko DG ki pehly meeting hyderabad me ki gayi, jiske intazamat A.G ne saranjam diye, meeting ki sadarat us waqt k sadr sanam farooq ne ki, meeting pehli bar dg k liye rules tarteeb diye, rules javed jugnu or A.G ne tarteeb diye, meeting me pehli bar sir shams or sir younis selro ki tajwez pe dg sagment "PASAND JO SHAIR (P.J.S) OR ANMOL MOTI (A.M)" start kia gaya.
Sagment ki maqboliyaj ko dekhte huye new sagment start kiye gaye, jisme weekly adabi topi (W.A.T) 1st incharge sagar salam, quiz competition (Q.C) 1ST inch: waseem mangi, challange question (C.Q) 1st inch: A.G, khusbu e ghazal (K.G) 1st inch: ahmed halepoto. Meri pehchan (M.P) 1st inch: Sufi Shahid Mangi.
DG ki taraf se DG k doston ko kis b waqt blood ki zarorat ko pora karne k ly DG BLOOD DONATION program start kia gaya js me dost apne tor pe zarort k waqt blood de or le sakte hen. Is progrm k 1st chairman A.G the.
DG k kul 5 annual meeting ho chuki hain.
1) 10th July 2010 at hyd
2) 5th Dec 2010
at NF
3) 20th Dec 2011
at Jamshoro
4) 14th Oct 2012 at Nawabshah
5) 15 Nov 2014 at Sehwan
Labels
Blog Archive
-
▼
2015
(519)
-
▼
April
(54)
- Meri Pehchan Segment Form-54 30-04-2015
- Meri Pehchan Segment Form-53 30-04-2015
- Result of the Mere Qalm se 29-04-2015
- Result of the Challenge Question 28-04-2015
- Pasand Jo Shair 28-04-2015
- Result of the Pasand Jo Shair 28-04-2015
- Result of the Challenge Question 27-04-2015
- Result of the Khushbu E Ghazal 27-04-2015
- Result of the Weekly Adabi Topic 26-04-2015
- Result of the Quiz Competition 25-04-2015
- Result of the Anmol Moti 24-04-2015
- Meri Pehchan Segment Form-52 23-04-2015
- Meri Pehchan Segment Form-51 23-04-2015
- Result of the Mere Qalm Se 22-04-2015
- Result of the Challenge Question 21-04-2015
- Pasand Jo Shair 21-04-2015
- Result of the Pasand Jo Shair 21-04-2015
- Result of the Challenge Question 20-04-2015
- Khushbu E Ghazal 20-04-2015
- Result of the Khusbhu E Ghazal 20-04-2015
- Weekly Adabi Topic 19-04-2015
- Result of the Weekly Adabi Topic 19-04-2015
- Result of the Quiz Competition 18-04-2015
- C.C D_G election of D.P on 16-04-2015
- Anmol Moti 17-04-2015
- Result of the Anmol Moti 17-03-2015
- Meri Pehchan Segment Form-50 16-04-2015
- Meri Pehchan Segment Form-49 16-04-2015
- Result of the Mere Qalm Se 15-04-2015
- Pasand Jo Shair 14-04-2015
- Result of the Pasand Jo Shair 14-04-2015
- Result of the Challenge Question 14-04-2015
- Result of the K.G 13-04-2015
- Result of the C.Q 13-04-2015
- Result of the W.A.T 12-04-2015
- Result of the Q.C 11-04-2015
- Result of the A.M 10-04-2015
- Meri Pehchan Segment Form-48 09-04-2015
- Meri Pehchan Segment Form-47 09-04-2015
- Meri Pehchan Segment Form-46 09-04-2015
- Meri Pehchan Segment Form-45 09-04-2015
- Result of the M.Q.S 08-04-2015
- Result of the C.Q 07-04-2015
- Result of the P.J.S 07-04-2015
- Result of the K.G 06-04-2015
- Result of the C.Q 06-04-2015
- Result of the W.A.T 05-04-2015
- C.C. D-G Members out info 05-04-2015
- C.C. D-G Members out info 04-04-2015
- Result of the Q.C 04-04-2015
- Result of the M.Q.S 01-04-2015
- Result of the A.M 03-04-2015
- Meri Pehchan Segment 02-04-2015
- C.C. D-G Members out info 1-04-2015
-
▼
April
(54)
Total Pageviews
.
0 comments: