Pages
▼
▼
Monday, 10 August 2015
Khushbu E Ghazal 10-05-2015
(K.G)BY Z.A MASHORI NF
Barish_E_Sang_E_Malamat Mein Sharaboor Rahy,
Harf Aaye Naa Tujh Par, Tujh Sy Door Rahy,
Aatish_E_Qalb Bhujany Sy Kahan Bujhti Hai,
Dil Mein Khowabeda Agar Yaad K Shurur Rahy,
Natawan Jism_0_Jaan, Duniya Sy Woh Takar Lena,
Hum Aisi Baat Peh
Had_Darja Maghroor Rahy,
Dard Barh Jaye To Khud Aap Marham Hota Hai,
Sunna Jo Hum Ne To Phir Hum B Zakham Choor Rahy,
Hansaty Rahty Hain Sar_E_Bazm, Hai Aadat Apni,
Hum To Woh Hain K Dukh Utha K Bhi Masroor Rahy,
Barh Gai Had Sy Sharafat To Kuchly Jao Gy,
Yaad Har Pal Tumhen Duniya K Yeh Dastoor Rahy,
Ghazal Mein Haal Jo [<<>>]
K/G by Lal Bux
Dagh Dehlvi
Aankh Se Girti Hai Khoon-E-Dil Afgar Ki Boond,
Us K Humsar Ho Kahan Abar Gehr Baar Ki Boond,
Sehan Gulshan Mein Hai Maye PeeneK/G
Lal bux
Dagh Dehlvi
Aankh Se Girti Hai Khoon-E-Dil Afgar Ki Boond,
Us K Humsar Ho Kahan Abar Gehr Baar Ki Boond,
Sehan Gulshan Mein Hai Maye Peene Ka Saqi Jab Lutf,
Parti Ho Koi Abar Gehr Bar Ki Boond,
Zahid Chashma-E-Kosar Ho Mubarik Tujh Ko,
Hum Ko Kafi Hai Khana Khumar Ki Boond,
Sharbat-E-Kh Ka Saqi Jab Lutf,
Parti Ho Koi Abar Gehr Bar Ki Boond,
Zahid Chashma-E-Kosar Ho Mubarik Tujh Ko,
Hum Ko Kafi Hai Khana Khumar Ki Boond,
Sharbat-E-Khizar Ko Moonh Bhi Na Lagaon Har Giz,
Ho Muyasar Jo Luab-E-Dahn Yar Ki Boond,
Na Seha Jante Hain Ehl-E-Nazar Hai Us Ko,
Lal Hai Asal Mein Us Deed-E-Nabizar Ko Moonh Bhi Na Lagaon Har Giz,
Ho Muyasar Jo Luab-E-Dahn Yar Ki Boond,
Na Seha Jante Hain Ehl-E-Nazar Hai Us Ko,
Lal Hai Asal Mein Us Deed-E-Nabar Ki Boond,
Hai Mushaba Dil Weeran Si Humari Kia Kia,
Jis Zameen Par Na Pari Abar Gahr Bar K Boond,
Tab Anjum Ki Dekhati Hai Falak Ban K Zameen,
Khuar Ki Boond,
Hai Mushaba Dil Weeran Si Humari Kia Kia,
Jis Zameen Par Na Pari Abar Gahr Bar K Boond,
Tab Anjum Ki Dekhati Hai Falak Ban K Zameen,
Khushk Hoti Nahi Gir Kar Arq-E-Yar Ki Boond,
Subha Gulshan Mein Jo Wo Mehr Laqa Aata Hai,
Khushk Hoti Hai Har Ek Shabnam-E-Gulzar Ki Boond,
Ho Gia Khushkshk Hoti Nahi Gir Kar Arq-E-Yar Ki Boond,
Subha Gulshan Mein Jo Wo Mehr Laqa Aata Hai,
Khushk Hoti Hai Har Ek Shabnam-E-Gulzar Ki Boond,
Ho Gia Khushk Laho Dekhte Hi Qatil Ko,
DAGH Tabki Na Mere Khoon Tan Raz Ki Boond.
"K Ghazal" By A.G
\
Kitabon K Warqo Ko Palat Kar Sochta Hoon
Yun Palat Jae Zingdi To Kya Baat hy
Khuwabon Me Roz Milta Hy Jo
Haqeeqat Me Mil Jae To Kya Baat hy
Kuch Matlab K Liye Log Dhoondhte Hain Mujhe
Bina Matlab K Koi Aye To Kya Baat hy
Qatl Karne K Bad To Sab He Le Sakte Hain Dill Mera
Agar Koi Baton Se Le JAe to kya baat hy
Apne Rehne Tak To Khushi Dunga SabKo
AyE "D0ST"
Kisi Ko Meri Mout se Khushi Mil Jae To Kya Baat Hy.
No comments:
Post a Comment