W.A.T 2ND WINNER.
/
W-A-T
Written by_Ashfaque Mustafa Dadu
/
TOPIC_MEHNAT
/
*Mehnat Khoon Pasenay Ki Kamai Ko Mehnat Kehtay hain, Mehnat krne me koi harj nahe hota, mehnat me hi sub kuch hai. Mehnat mazdori karne Ko Kuch dunya k LOG aeb samjhte hain. Mehnat k bohat se Qism hain. Jis me "HAARI FORMER" ka Kirdar aham hy, yeh wahid Qism he Ek mehnat ka Jis me din ho yan Raat bus woh mehnat kartay rehte hain, jis me woh apna khoon Pasena ek kar deta hai. Or Woh janta hai k Mera Karobar sirf Mehnat hai. Dunya taleem yafta zarur hy Par us me Ek Rukawat hy aur woh he "GAREEBI" jis k bais aksar humary bhai. Jobs, Karobar se mehroom ho jatay hain, tab Ja Kar yeh mehnat Mazdori ka Rasta ikhtiar Kar letay hain.
/
Wait next
No comments:
Post a Comment